Ads by google

Friday, April 19, 2019

Why Tik Tok Banned In India – Tik Tok App Kyon Ban Hua India Me? || T4MIND TECHNOLOGY || BY ROHIT CHOUDHARY


Why Tik Tok Banned In India – Tik Tok App Kyon Ban Hua India Me? || T4MIND TECHNOLOGY || BY ROHIT CHOUDHARY


By rohit choudhary 

Tik Tok Banned In India Friends, Aaj ki date me aesa hi koi insan hoga jise Tik tok App ke baare me na pata ho. Young generation me to ye App bhut hi jyada popular hai. Lekin kya aap jante hai Tik tok App ko India me banned kar diya gaya hai.

Ji ha aapne bilkul thik padha.
Tuesday night tak ye App Apple ke platform me available tha lekin Google play store se isko hata diya gaya tha.
Chaliye jante hai is App ko kyon banned kiya gaya.

Ye bhi padhe:-
👇👇👇👇👇❤ Important baat❤👇👇👇👇👇


KASE DOWNLOAD KARE TIK-TOK APP KO BAS EK MINUTE ME AUR TIK TOK KI VIDEO DEKH KE  MAJHE LENE KE LIYE NICHE CLICK KARE
          👉👉👉DOWNLOAD CLICK HERE 👈👈👈  


Why Tik Tok Banned In India – Tik Tok App Kyon Ban Hua India Me?


Google ne Madras High court ke instructions ko follow karte hue. India ke sabse jyada popular video App (Tik Tok) ko block kar diya hai. Iska sidha sadha matlab yahi hai ab Google Play store se is App ko download nahi kiya ja sakta hai.

Agar pehle se aapke smart phone me ye App hai aur aap ise delete kar dete hai. Aur phir se Google play store se download karte hai to ye aap aapko wahan available nahi milega.

Madras High court ne 3 April ko Kendra se Tik Tok App par Ban lagane ko kaha tha. Sath hi is baat ka zikar kiya gaya tha Tik tok App pornography ko Badhawa deta hai. Tik tok par ashlil content dikhaye jaane ka aarop bhi laga.
Tik tok App par ye faisla tab aaya jab ek person ne is par Restriction lagane ke liye ek janhit yachika dayar ki. IT mantralay ke ek adhikari ke anusar, Kendra ne High court ke aadesho ka palan karne ke liye Appleaur Google company ko ek letter bheja tha.

Tik Tok App Banned

Sarkar ne Google aur Apple company ko Madras High court ke us order ka palan karne ko kaha. Jisme Popular App Tik tok par ban lagane ko kaha gaya hai.
Tik tok App ek Chinese company“Bytedance Technology” dwara banaya gaya video App hai jisme aap kuch seconds ki video bana sakte hai aur use chahe to publicly share kar sakte hai.

Ek report ke anusar February month me 240 Million logo dwara is App ko download kiya gaya hai.
Tik tok ne Tuesday ko bayan me kaha ki use bhartiye niyay vayvastha par pura vishwash hai.
Tik tok App par Supreme court ne Filhal High court ke faisle par rok lagane se inkar kiya. Agli sunwayi 23 April ko hogi.


Conclusion

Friends, Aasha karte hai aapko ache se samaj aagaya hoga Tik tok App kyon Ban hua India me (Why Tik tok App banned in India).
Agar ye post aapko informative laga to social sites par share jarur kare. Jisse baki logo ko bhi iski jankari mil sake.
Is blog par hum internet se judi jaruri jankari share karte rehte hai. Latest updates ke liye aap blog ko subscribe jarur kare.

👇👇👇👇👇❤ Important baat❤👇👇👇👇👇


KASE DOWNLOAD KARE TIK-TOK APP KO BAS EK MINUTE ME AUR TIK TOK KI VIDEO DEKH KE  MAJHE LENE KE LIYE NICHE CLICK KARE
        👉👉👉 DOWNLOAD CLICK HERE 👈👈👈     

3 comments:

amit kumar said...

nice post thanks for sharing this knowladge

Admin said...

wow you can check this amezing app Lucky Patcher Android

Anonymous said...

Best post ever.
Thanks for sharing this.
Keep it up .
UP News in hindi